Sochna samjhna aur fir jabab Dena.
Me ye janta hun ki aap bevkoof ho ya fir bahut bade gyani. Me ye janta hoon ki aap ya toh Khali ho ya fir bahut adhik bhare hue.
Mein ye janta hun ki aap Bindu hai ya to anant. Me ye janta hun ki jo aap karte hai ye aap kar rhe hain ya aapse karwaya ja rha hai. Me ye bhi janta hoon ki aap ki chahat kuch bhi nhi hai ya sab kuch hi aapki chah hai. Me ye janta hun ki aap ho ya aap ho hi nhi. Me bhi janta hun ki jo aap jante hai wo aapne nhi aapko sikhaya gya hai. Mein ye janta hoon ki aap jaise arabo aaye aur ab unke avsesh bhi baki nhi.
Mein ye janta hoon ki me yaha hoon bhi ....aur nhi bhi, mein ye bhi janta hoon ki sab ko talaash kya hai, Talaash hai bhi nhi.me ye bhi janta hoon ki aap yaha musafir ho bhi aur nhi bhi. Mein wo janta hoon jo me janta tak nhi.
Aap talaash Karo mein ki.
Wo mein kahan hai????
Agar mile toh please share your adress to you. Talk to him how world 🌎 is growing down to distroy himself.